aap jin ko kiyun dhoond rahi thin? qabze main karna tha?
waise hamara flat bhi bhooton wala flat ke naam se mashoor tha. jab hum aae to cable wale se cable lagane ko kaha to manhoos ne kaha wo bhooton wale flat main? lekin ab sab khamosh ho gae hain.
doosri aurat se khof dekhna ho to life1 main doosri shadi ke haq main ik thread khol ke dekh len :p
oh waah
ab logon ko maloom ho gaya bhooton ka sardaar aa gaya:D
kiyon k naam lene se jazbaat machal jaate hain
chehra dil ki akaasi karne lagta hai
aur log chhaeRne lagte hain
aur 2sra izzat jaise k nichli post mein darj hai
aur ab Aap k thread ka title
Pehle patni laao aur pati bano
fir woh ka number aaye ga
abhi woh k chakaron mein paRo ge to kahin k nahi raho ge
aur haan thakur
yeh “woh” zaroori nahi k bazaaru aurat k waaste ho
kono pehla piyar/adhoori mohabbat waghera waghera bhi ho sakti hai
ya phir woh k jis se nain mataka ho aur us ko koi aur le uRe
jahan us k bachon ka baap ban’na tha wahan mama(uncle)
ab naam honton pe kaise aaye:crying:
lihazaa “woh”