aap jin ko kiyun dhoond rahi thin? qabze main karna tha?
waise hamara flat bhi bhooton wala flat ke naam se mashoor tha. jab hum aae to cable wale se cable lagane ko kaha to manhoos ne kaha wo bhooton wale flat main? lekin ab sab khamosh ho gae hain.
doosri aurat se khof dekhna ho to life1 main doosri shadi ke haq main ik thread khol ke dekh len