****------Parha Likha Ameer Thread++++/////

Re: ****------Parha Likha Ameer Thread++++/////

Yeh Pizza overeating roknay k liye ammi k hath main hoti hai chamaat ki form main like :smilestar:

Talluq yeh k sirf ameer loug he Pizza kha sktay hain na :hinna:

Pizza= Tamatar wala Naan for poors like me :naak:

This is new deal by Pizza Hut, 1299 for two Pizzas with drink i guess…have to check their site :smiley:

Ghareeb tou aap nay dhoti jhaarta hua bahir jaata daikh he liya :cb: