Meray munh main ad daikh ker pani aya tha..ameer hoti tou ja ker kha na leti :hinna:
Uss deal main Naan pay 2 chicken piece microscopic hon gay, waisay 4 botiyaan hoti hain naan k ooper Pizza hut ki (People say yehi pizza hota hai but i call it naan )