****------Parha Likha Ameer Thread++++/////

Re: ****------Parha Likha Ameer Thread++++/////

**to iskaa matlab hai k u maashaa Allah bahooot ameer ho…wow! jahez meN to laRke ko bahooot milegaa…u use roz Rs 1300 ke chaar-chheh pizza aaraam se ghar biThaa ke khilaa saktii ho :smiley: :cb:

yaaraa, kis size kaa pizza Rs 1300 kaa 2 miltaa hai? iskaa matlab yeh huaa k log roz subHo ghar se paise thailoN meN le kar jaate haiN aur muTThii bhar shakkar laate haiN shaam ko?

tumhaare do pizze Rs 1300 ka matlab huaa Canadian Dollar meN $15 jab k yahaN do large pizza with three items cost over $35

it’s so cheap there! :D**