papoo cant dance sala

Re: papoo cant dance sala

well by saying allah kay fazal say i could mean many thing like allah kay fazal say mera demagh itna acha hai kay main koi cheez seekh sakti hon, or allah kay fazal say mujhyie tangay bazoo milay hain kay main unhain hila jula sakti hon abbmain inka kiya istmal karon yeah mera or meray khuda ka masla hai kisi or ka nahi kiyon kay kiyamat kay din main or app apna apna hisab akelay daingay sath sath nahin islyie jo main karon apnay sath uss ka dukh apko nahin hona chahyie also for your concern main apnay sath aisa koi gunah nahin kar rahi jis pay mujhyie jotiyan paryine thanks alot for insight