Papa Kehtain Hain!!!

Re: Papa Kehtain Hain!!!

:wsalam:

kyunke larkiyaan fauji-cut nahi kerwati aur naa hi mounchein rakhti hain, bas isi liye.. jis din larkiyon ne mounchein rakhna shuru ker dien, papa kya mama, taya chacha sab kaheingay keh beti hamari bara naam karegi :smiley: