Pakistani Politicians kay baray baray Bool

Re: Pakistani Politicians kay baray baray Bool

Exactly abhi tuk Inqalabi koi aik bhi post aisi naheeen kar sakay kah jiss say sabit ho kah baray boloon kay nateejay main aaho :wink:

LO jee yahi video daikhain zara, Ilzam Khan’s kay Muhazibana aur Inkasarana Irshadaat :biggthumb:

*“Shiar ka Shikari aaya” ( Aur khud machan say gir gia yah to baray bool aur unn ka nateeja)

Ballay nay 11 May ko shair kay sath buhat bura karna hay :2guns:

Yah Muslim League naheen Noora League hay

O Mian Jee jan deo :aj:

11 May ko Shair key tikkay bana kar khain gaiay :yummy:
*

Janab Yah sub baray bool thay aur unn ka nateeja :smiley:

NS: Inshaallah yah Shair 11 May ko dharhay ga

IK: Shairon par taras aa raha hay (Aur iss par taras kay sath sath zakat dainay ko bhi dil kar raha hay Ooops woh to phaly he day rahay hain Sadqa khour, Zakaat choor , Missing AP)

Shair Ka Shikari - Video Dailymotion

iss key yahi muhazbana aur gharoor main dobay hoye jumlay thay Jinn key wajah say mujh sameet kaafi logoon nay PTI ko support karna chor dia aur iss kay gharoor kay Saza bhi foran milli …Again sorry to Potians but Truth is Truth :halo: