Re: Pakistani Boy Answer to Indian Girl’s Foolish Speech MUST WATCH ..!!!
Bewaqufon tum bas isi cheez per khush hu ke aisi chawlian is lerky ney mari hain apni aisi tareekh hotey aur geography bigarney per bhi kool tu mian khush hu lo bhangrey dalo aisi altto faltto baton per.bas yehi chuti chuti khushian tu reh gai hain hum Pakistanion ki zindagi main ![]()
Her bat ko yahood hanood o nasara ki sazish kehny waley Pakistan ke totney ko bhi India ki sazish hi qara daity hain kiy atab yeh dawa kerty ke hamin tar tar nahi kiy aja sakta achey lagty hain:confused: even for just sake of debate woh tu ker ke dikha chuky hain kiya aap dawa ker rahy hain Aap n ekiya kiya?? Yeh wazeyh nahi kiya i sne;)aisi debates tu Bhutto bhi kerta tha kiya woh mulk bacha paiya tha??Ya Tashqand ke bad jahan jahan bhi giya kuch PK ke liey hasil kiya??