Re: Pakistani Ads
Omg Hahahhaahhahahaahahahahahaaaaahahahahahah:omg:
**LKK superb job **![]()
Mae or queen sista…tooth paste ka naaam dekha hai **binaca **mae pony wali hun..ek tu abbu aye wo bhi kis cheez ka wait ker raheen theen lahulaiwalaquat ![]()
Sajlinaaa ![]()
Ohh alaiya sista kiwi ka add hai ya shoes polish kaaa ![]()
Shonali sisoo abbu bhol mat janaa
mea ye sentence bare style se ga ker bolti hun ![]()
Hakuna waley add mae hakuna konsey hain wo uncle ![]()
Jungle mae mangle mae hahahahahahhaaahhaha
wo jo pandey hain woo sarmad ![]()
pakizaaa ka add tu dekhein… Had hai koi haal nahi add kaaa insurance kerwa ke ga ga ker keh rahi hai aye khudda mere abbu salamat rahein ![]()