Pakistan VS Canada | 3rd March

Re: Pakistan VS Canada | 3rd March

itnay confident na ho bhai. tayyar kar lo haar kay liyeh dil kam dhukhay ga :frowning:

karnay ko hum kuch bhi kar saktay hain, masla yeh hai kay hum karnay walain banain tu na.

Re: Pakistan VS Canada | 3rd March

dua ki baat kar rahay ho bhai, mai nay tu 2 nafil hajat kay bhi parh liye hain. ab agay ALLAHTALA ki marzi.

Re: Pakistan VS Canada | 3rd March

Ameen

Re: Pakistan VS Canada | 3rd March

is Afridi tense :@:

Re: Pakistan VS Canada | 3rd March

so how is everyone feeling this morning? :D

Is another upset on the cards?

Re: Pakistan VS Canada | 3rd March

666666666666666666666666

Re: Pakistan VS Canada | 3rd March

nahi, luddi daal raha hai.

Re: Pakistan VS Canada | 3rd March

No never Pakistan cant lose :snooty:

Re: Pakistan VS Canada | 3rd March

:rotfl:

Re: Pakistan VS Canada | 3rd March

yeh upset nahi, poori ki poori depression hai.

Re: Pakistan VS Canada | 3rd March

itne zaida chikke kis ne maar diye :@:

Re: Pakistan VS Canada | 3rd March

Ameen Sun Ameen.

Re: Pakistan VS Canada | 3rd March

SIX by Umar Akmal

91/4

Re: Pakistan VS Canada | 3rd March

acha :@:

Re: Pakistan VS Canada | 3rd March

20 tu extra run hain, hum nay tu sirf 71 bana'ay hain abhi tak.

Re: Pakistan VS Canada | 3rd March

Extra run mein he ginay jatay haina is liye tension kyun lay :D

Re: Pakistan VS Canada | 3rd March

“extras” is our extra batter :smokin2:

gute morgan all :wave:
how is hara-jhanda doing? :jhanda:

Re: Pakistan VS Canada | 3rd March

GOod Afternoon Here :smiley:

Doing Great :rolleyes:

Re: Pakistan VS Canada | 3rd March

why after the noon ? :-p

well… fikar naat tay zikar naat… they will get 300 plus soon inshAllah :smiley:

Re: Pakistan VS Canada | 3rd March

Today its Umar’s day :jhanda: