Re: Pakistan v Australia 1st Test Melbourne , Dec 26-30
moqay kee ain munasibat say arz kiya haye… meri Shanno kay naam…
ager tum mil jao zamana chor dain gay hum
tumhain paa kar zamanay bhar say rishta tor dain gay hum
ager tum mil jao zamana chor dain gay hum…
tumhain dil main rakhaim gay
apni palkon main chupa lain gay
tumhain khusboo samajh kar apni saanson main basaa lain gay
qiyamat tak jo naa totay woh rishta jor laingay hum
ager tum mil jao zamana chor dain gay hum…
my original kalaam performed by the amazing Tasawwur Khanum…