Pakistan Here I Come

Re: Pakistan Here I Come

^^ khabardaar, flight ko qabz-aavar dawa dena khatarnaak hota hay .. jahaaz kabhi kabhar RAAKIT ki tarah dast-aavar ho jaatay hain..

be careful, rocket ka ek , jahaaz ke kabhi kabhar CHAR hotay hain .. aqalmand ko ishaara kaafi

Re: Pakistan Here I Come

This is good. May you have a pleasant & safe trip inshaAllah. Just hearing this made me :sadiyah:. I will be going during December/January of this year too inshaAllah. If not, then I’ll just go during spring break. :clown:

Re: Pakistan Here I Come

figuratively speaking, bathroom jaayen phir jaldi say .. ziyada dair takk rokna nahi chaiyay..

Re: Pakistan Here I Come


:CareBear:

Re: Pakistan Here I Come

:smash: Baat ka ghalat matlab mat nikaala karo :stuck_out_tongue:

Re: Pakistan Here I Come

muhtraam kia app batana pasand kerain ajj kal app KIS cheez per research ker rahay hain hoonh

Re: Pakistan Here I Come

bilkul.. pampers, qabz, dast, lotay aur tontiyon par..

aapko kiss maamlay main help chaiyay khatoon?

Re: Pakistan Here I Come

QASAM SAY! main sahi kah raha hoon .. ziyada dair takk roknay say banda ISI turtle ki tarah uchalkood farma raha hota hay ..

nahi to mensroom ke aagay kabhi line main kharay hazraat ko dekh liya karain .. kathak dance , luddi dance (without dandiyan) farma rahay hotay hain .. ye to phir bhee SHAREEFANA tareeqay say phudak raha hay bechaara..

Re: Pakistan Here I Come

^
Yaar koi khuda ka khauf khaao. Main abhi abhi khana khaa ke aaya hoo. Kyoo aisi baateiN le ke baith gaye ho :hoonh:

Re: Pakistan Here I Come

:rotfl: yani ke thori dair main aap bhi tashreef-aawri farmaayengay :faizy: hain ji!???

hamko to pahlay hee pata tha.. iss moozi cheez nay to baray baray UKROON BITHA diyay hain :rotfl:

Re: Pakistan Here I Come

kiya aap ne amoor-e-khanadaari ka ya phir jamadaar ka heka le rakha hai :halo:

Re: Pakistan Here I Come

jamaadar ka..

its a TOTAL natural cycle.. log khaatay hain, peetay hain, "FARMAATAY" hain, lekin clean kartay time sabb ko mott aati hay..

gupshup bhi ISI cycle ke tehait kaam karta hay .. log register kartay hain, active ho kar, hansi mazaaq karnay aatay hain, phir kuch ****ers gandagi machaatay hain, aur phir ham aa kar usko saaf kartay hain..

aapnay bataaya nahi.. kiss topic main help chaiyay aapko?

Re: Pakistan Here I Come


haan eik help chahiye thi mein ne shikra sahib ko mail likhi thi magar thread ka naam likhna bhool gaii aap mulahiza farmayein general section mein PIECES OF MEAT ke naam se khuli batein suni hain mein ne is mein agar thread close ho jaye to pls:)

Re: Pakistan Here I Come

^ maini us din ik exercise ki Emm ko bata dee sara GS mujh per ulat para ,,Shikra nay baan honay ki dhamke day dee

or idher koi Attack he nahi ho raha naraz

Re: Pakistan Here I Come

hain sachi mujhe to pata bhi na chala thanx pg:blush:

Re: Pakistan Here I Come

^ oh not for u ..it was for confused post smack

Re: Pakistan Here I Come


sorry i was pleased but udaas again:(

Re: Pakistan Here I Come

#1. shikra ko mail kyoon likhi? wo general ke mod hain kia?
#2. pm “Man with a Plan” ya "Femme Fatale " ko karna chaiyay tha..

Re: Pakistan Here I Come

kiya haank rahi hain?:konfused:

kesi exercise? kesa attack? wo ghoray ke jullaab ka mainay mazaaqan zikar kiya tha .. kha gayi hain kiya?

Re: Pakistan Here I Come

^ hay yeh guzray dinoo ka ik naqabl-e-faramosh waqya .. ... jub kisi bat ka pata na hi to boly muteee * smilestar*

UM > hain udaas nahi bhyee app yeh lay lain flower1