paki cricketers ke peeche .......

:rotfl: Shobi bhai…ure the best jeeee…

:rotfl: GOOD Job.. SONI!! ishe tarha he hogaa.. Inshallah :jhanda:

( u r really nice poet, honestly)

Shukar hai Allah ka.. warna baycahra Afridi stuck ho jata app kay saath.. :smiley:

[QUOTE]
*Originally posted by Mahewal ki soni: *

[/QUOTE]

Jawaab-e-Shikwa

Na main nashay main houn na mera kalaam nashter
koi hai Afridi bungee aur koi charsee Shoaib Akhtar
Milay gee manzil us ko jis ka naam hoga tindulkar
Mutti ho jaiy ga dushman aur jul ker Khakstur
Tuo hee nahi hai alla tera naam bee nahi mamooli
Tuo subh ka raja hai tera hee hai maidaan Ganguly
Boltay hain log bhaant bhaant kee bolian aay Ajnabi
Fikar na ker woh daikh chaa gaya hai tera Balaji

:biggthumb: Bohot achay jee bohot achay…!

:hug:

Ajnabi Unkil NICE TRY :k:

…heheh!

[QUOTE]
*Originally posted by Ajnabi4ever: *

Jawaab-e-Shikwa

Na main nashay main houn na mera kalaam nashter
koi hai Afridi bungee aur koi charsee Shoaib Akhtar
Milay gee manzil us ko jis ka naam hoga tindulkar
Mutti ho jaiy ga dushman aur jul ker Khakstur
Tuo hee nahi hai alla tera naam bee nahi mamooli
Tuo subh ka raja hai tera hee hai maidaan Ganguly
Boltay hain log bhaant bhaant kee bolian aay Ajnabi
Fikar na ker woh daikh chaa gaya hai tera Balaji
[/QUOTE]

not bad !..:D...lekin ab bahut ho gaya balaji balaji !....koi aur topic le lo ab ....!

Jeetay rahoo munnay :grumpy:

[QUOTE]
*Originally posted by Mahewal ki soni: *

not bad !..:D...lekin ab bahut ho gaya balaji balaji !....koi aur topic le lo ab ....!
[/QUOTE]

I'm sorry Cafe rulz kay mutabiq off topic baat nahi ho saktee... zara thread ka theme daikh lain... yahan sirf cricket kee baat ho gee.. aur cricket kay sath Balaji kee baat na ho ..yah ho nahi sakta.. :(

:smiley:

agar mera ASHIWAAD Laina hai to.. mere CHARNOON main Sar rakh dain :smiley:

[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *

agar mera ASHIWAAD Laina hai to.. mere CHARNOON main Sar rakh dain :D
[/QUOTE]

phir tum meri tasweer uttaro gay aur Image gallery main lugga do gay..jaissay abhi daikh ker aya houn teen larko kee photo with lumbaay baal post kee hai.. Na bai na.. Ab na chalay yah business..

iss ka matlab aap ki team mein ek hi kaam ka banda hai balaji ..jkioo ker uss ke ilawa aap ko aur koi nahi soojta!..hahahaha …JACKED !!!JACKED !!!:d:d

BalaJi meri jaan hain.. un ko kuch na bolna …

!

C U GUYS LATER :)..BYE shoibi jeee ..thanks 4 all the company !!!:)...
and u too ajnabi ...:(..its ok
bye

[QUOTE]
*Originally posted by Ajnabi4ever: *

phir tum meri tasweer uttaro gay aur Image gallery main lugga do gay..jaissay abhi daikh ker aya houn teen larko kee photo with lumbaay baal post kee hai.. Na bai na.. Ab na chalay yah business..
[/QUOTE]

yaar aisa nahin karoon gaa appp kay saath.. waray bhi log too app ki pic dekh dekh kar pagal ho gaye hain.. :D kuch different chahyay.

Re: !

[QUOTE]
*Originally posted by Mahewal ki soni: *
C U GUYS LATER :)..BYE shoibi jeee ..thanks 4 all the company !!!:)...
and u too ajnabi ...:(..its ok
bye
[/QUOTE]

Okay .. Soni.. Allahhafiz..Dua karna zarror Pakistan kay liye :)

Re: !

[QUOTE]
*Originally posted by Mahewal ki soni: *
C U GUYS LATER :)..BYE shoibi jeee ..thanks 4 all the company !!!:)...
and u too ajnabi ...:(..its ok
bye
[/QUOTE]

Behan meri Allah Hafiz.. Main bee bus chalti houn bachaaay skool say aa gay hongay....Allah Hafiz

Balaji ke peechay to poori Pakistani awam thi na:p

:love:

:hehe: