Re: Pak VS Eng 5th ODI
Tapal kee danay daar piyo… Carminaa ko bhool jaao geY…:insha:
nizaam-e-hazam maiN kuch kharaabi mehsoos hoti hai.. umeed waasiq hai kaY dard-e-shikam aur ishaal kay saath jullaab kee shikaayat bhee ho jaaYe… Ameen
agar khifaqaan yaa hejaan kee kaifiat taari ho tau pareshaan naa honaa kay maut saY pehlaY yeh cheezaiN maamool kaa darjaa rakhti haiN ![]()