Re: Pak V NZ - 1st one day
Imran aur Shahbaz Jis school maiN paRhtay thay uss ka principle meray eak dost say tuition layta tha… so yeh tu kal kay bachay haiN.. ju kaam log university maiN kertay haiN, yeh ab ker rahay haiN!!! yani bay-pr key phainkna… woh bhi chaye aur samosooN kay baghair ![]()