Re: Pait mein dard
bhai dil toRnaa bahut buri baat hai.. I tried to avoid that ![]()
Re: Pait mein dard
bhai dil toRnaa bahut buri baat hai.. I tried to avoid that ![]()
Re: Pait mein dard
![]()
beY pardah kal jo nazar ayeiN chund beebiyaN
Akbar ZameeN maiN gherat-e-qoumi saY gaR gaya
poochaa jo unn saY, aap kaa pardah, woh kiyaa huaa
khenaY lageeN kaY aq’l pe, mardoN kee paR gayaa
[right]Akbar Ilah Abadi[/right]
Re: Pait mein dard
aur wo jo Akbar uncle qabar maiN laut rahay haiN wo? ![]()
Re: Pait mein dard
woh tau ROOH hai.. hum RoohoN par buss naheeN rakhtaY ![]()
Re: Pait mein dard
saccyyy ![]()
Re: Pait mein dard
Oh haan yaad aya. Dar asal main aaj kal over work ki wajah say bohat kuchh bhool jati hoon…![]()
Re: Pait mein dard
Lagta hey bari mitti khai hey bachpan mein apney ![]()
like they say
doodh ka jala , chaaach bhi phoonk phoonk ker peta hey
p
Re: Pait mein dard
tumharay ghar kay pichwaraY mei ![]()
Re: Pait mein dard
bhai patakhay tu nahi chal rahay pait mai ? ??
Re: Pait mein dard
mitti tuo nahi khai… Laikin shehar shehar kee khak zuroor chani hai…
Jahan tuk doodh kay jalay kee baat hai.. woh doodh daikh ker hee bata sakta houn.. ![]()
Re: Pait mein dard
Janwar mian kahain tumhaari dukan saay patakhay kuch kum tuo nahi..
Bro. Long time no see…kahan aur kis jungle mein chanay bazi ho rahi aay ..![]()
Re: Pait mein dard
*hajumola khaien ya phir meri dadi ama(Late) ke banaiee hoiee phakki *
Re: Pait mein dard
Pait kay dard kee baat kertay ho
Dil jalanay kee baat kertay ho
Hum nay moun nahi doya
tum nahanaay kee baat kertay ho
Door janay kee baat kertay ho
maar khanay kee baat kertay ho..![]()
list goes on…