Re: Paish Tum Ko Yeh Phool Karti Hoon..!!
Tasweer kee tashree:- Woh line kay uss paar khara hai aur woh iss paar. Phool pesh ker kay woh yeh soch rahee hai kay yeh phool kee taraf hee dekhta reh jaye ga aur udhaar say eik bara sa truck aye ga aur iss koh qain ker jaye ga. Issay kehtay hain dagga denay waley say inteqaam. ![]()