Shoorry Mish G ![]()
Salooka pindo mein borhay pahantay hain aur qameez kay neechay pahanay hain yah half sleeve shrit hoti hay aur 4 say 8 pockets hoti hain iss mein …
waisay Balgadesh mein aksar loog lungi kay oopar bhi issay pahntay hain ![]()
maira gift itni batain batanay par ![]()