Re: Paglo!
now u knwo :@:
Re: Paglo!
kya? ![]()
Re: Paglo!
star star idhar udhar
mere upar
tere neeche:@:
Re: Paglo!
zindagi kia hai
maut kia hai
wo kia hai
yea kia hai
aakhir sub kuch kia hai ![]()
jee shukria. adaaab
Re: Paglo!
mairay stars per kon baitha ![]()
Re: Paglo!
gizzy , chase him down teh hall now:fatee:
![]()
tum to ho he sitara:party:
Re: Paglo!
lifeless ki lassi waley thread maiN to koi jawab hi nahi day raha… sab nikammay haiN, is liye chalo idhar post kar daita huN…Repeat:
AOA…
lassi barey mazey ki hay…sawad aa gya…
jis ki bhi mangani hoi hay usay mubarak ho… K337 ki to nahi ho gai, ![]()
So one quick question and dont want to open a new thread for that…
ladybug ko urdu maiN kya kehtay haiN?
kal say dhoondh raha huN kahiN mil hi nahi raha
Re: Paglo!
Moby - First Cool Hive
[radio]3b85MVlrvp[/radio]
![]()
Re: Paglo!
PAMBEREY ![]()
khush
Re: Paglo!
aap to porey galaxy hain:D
Re: Paglo!
Pamberey? It cant be ladybug...
Wo to hamarey muhallay maiN hamarey hamsaye ka naam tha... Pappu pamberey.
Ab sahi say batao... kiya kehtay haiN ladybug ko urdu maiN?
Re: Paglo!
aur aap galaxy ka chaand ![]()
mairaaaa chaaand mujhey aaya haiii nazar ![]()
Re: Paglo!
To maiN bhi to yehi keh raha huN pengu. YahaN flooding mat karo aur mairay sawal ka jawab talaash karo.
Pah Gizzi yay kis say sar khapa rahey ho faltoo maiN?
Re: Paglo!
abhi kal hi tu guzri hai, christmas :coolios:
tu naam hi lein gey na ![]()
ab aunty kahein gey tu mind karo gi