~pagli~ kahan ho - p.s. doosray pagals bhi allowed haiN

Re: ~pagli~ kahan ho - p.s. doosray pagals bhi allowed haiN

:clapping:

Re: ~pagli~ kahan ho - p.s. doosray pagals bhi allowed haiN

Q kia tum mujhay kuch khanay ko nahi do gi :rolleyes:

nahi diya na tou mei tumhay hi kha jaonga aur brup brup bhi nahi karonga :clown:

Re: ~pagli~ kahan ho - p.s. doosray pagals bhi allowed haiN

yahi tou baat hai i wanna be lucky na :D

Re: ~pagli~ kahan ho - p.s. doosray pagals bhi allowed haiN

nahi na, parents ka haat halka hai per tumhara bhari haat per gaya tou chehray per nishaaN chap jaega :(

Re: ~pagli~ kahan ho - p.s. doosray pagals bhi allowed haiN

mujhay moo mein daaltay he tumhein andaaza ho jaye ga k tum ne zehar kha liya hai…warning u ahead of time
aur phir burp tu tum tab karo ge na jab burp kernay k qabil raho ge…u’ll be finished dude

Re: ~pagli~ kahan ho - p.s. doosray pagals bhi allowed haiN

ab tak kitnay kha chukay hain aap..:rolleyes:

Re: ~pagli~ kahan ho - p.s. doosray pagals bhi allowed haiN

itna he dar hai tu aisay kaam he naa kiya karo jin se maar paray :rolleyes:

Re: ~pagli~ kahan ho - p.s. doosray pagals bhi allowed haiN

ammi :crying::crying:

itnay bailan tou kabhi ammi say bhi nahi khaeY :crying:

Re: ~pagli~ kahan ho - p.s. doosray pagals bhi allowed haiN

itnay ziyada k he lost the count:cb:

Re: ~pagli~ kahan ho - p.s. doosray pagals bhi allowed haiN

khaye hotay tu aaj aisay na hotay tum:bukbuk:

Sub

Re: ~pagli~ kahan ho - p.s. doosray pagals bhi allowed haiN

haha...yeh to start hay abhee say amee yaad aa gaeen..:D

Re: ~pagli~ kahan ho - p.s. doosray pagals bhi allowed haiN

immi, dekho tumhein maartay maartay mein ne 1000 posts ker li:hehe:

Re: ~pagli~ kahan ho - p.s. doosray pagals bhi allowed haiN

well said..lekin iss ko hum bhee seedha akar saktay hain

Re: ~pagli~ kahan ho - p.s. doosray pagals bhi allowed haiN

i know right

Re: ~pagli~ kahan ho - p.s. doosray pagals bhi allowed haiN

haan na..ab bachpan mein mama ne bacha samajh ker chorr diya tha, ham nahee chorein ge

Re: ~pagli~ kahan ho - p.s. doosray pagals bhi allowed haiN

Q kia tum neela toutha mei naha kar aae ho :p

Re: ~pagli~ kahan ho - p.s. doosray pagals bhi allowed haiN

nahee mein khud he neela thotha hoon

Re: ~pagli~ kahan ho - p.s. doosray pagals bhi allowed haiN

tou tum ghar say na nikla karo na

perhlay lift karati ho phir danday barsati ho how meany u r :o

Re: ~pagli~ kahan ho - p.s. doosray pagals bhi allowed haiN

imran tumharay saath yehi hona chaiyay…:bailan:

Re: ~pagli~ kahan ho - p.s. doosray pagals bhi allowed haiN

wow! great :smiley:

bohat mubarak ho now where is my hug :smiley: