Re: Pagal Larkay!!!!!!!
Tujhey paaney ki jo kasak hai,
Dhadkan ban dil mein raheti hai.
Marne se pahele milenge hum,
Har saans yeh he kaheti hain.
Milnay k liay Marna zarori naheen hay ;-)
Re: Pagal Larkay!!!!!!!
Tujhey paaney ki jo kasak hai,
Dhadkan ban dil mein raheti hai.
Marne se pahele milenge hum,
Har saans yeh he kaheti hain.
Milnay k liay Marna zarori naheen hay ;-)
Re: Pagal Larkay!!!!!!!
lolz acha theik hai
Kisi qadam par mehsoos na ho kami meri
Kisi maqam per mujh ko yaad na karo tum
Khushiyo may aisay apni magan raho
Kabhi mazi kay warq na palto tum
Re: Pagal Larkay!!!!!!!
Kisi qadam par mehsoos na ho kami meri Kisi maqam per mujh ko yaad na karo tum Khushiyo may aisay apni magan raho Kabhi mazi kay warq na palto tum
Mian Issay shohrat kahoon ya apni ruswai kahoon
Mujh say pahlay uss gali main mairay afsaanay ga'ey
smoking + shahi supari
Re: Pagal Larkay!!!
g haan ![]()
Re: Pagal Larkay!!!
ab aaye ga maza:yahoo: ab to do do pk ho gaye hain ha ha ha ha
Re: Pagal Larkay!!!!!!!
lolz pk at PK
Paane se khone ka maza aur hai…
Bandh aankhon main rone ka maza aur hai…
Aansoo bane lafz aur lafz bane ghazal…
aur uss ghazal main tere hone ka maza aur hai…
Re: Pagal Larkay!!!
hmmm Ab tou tumhara kuch karna hee parray ga hoonh
Re: Pagal Larkay!!!
hain allah reham karain kiya karna hai:D
Re: Pagal Larkay!!!
Is ka nick change karvaana hay snootta
Re: Pagal Larkay!!!
have you heard this song i love it:D
Re: Pagal Larkay!!!
yeh aik gana hai:confused:
Re: Pagal Larkay!!!
main kyon apna nick change karoon:hoonh: aap apna kar lo mera to phele hi nicka sa hai:snooty:
Re: Pagal Larkay!!!!!!!
^Zara Gaa kar sunao P^K waiting to hear it
Re: Pagal Larkay!!!!!!!
ga kar kiyon sonayain woh?
Re: Pagal Larkay!!!!!!!
Us ki awaaz check karni hay
Re: Pagal Larkay!!!
g haan i think M.Rafi or Kishore Kumar has sung it its really nice song ![]()
Re: Pagal Larkay!!!
Tou barra say nick rakh laytay na … kis nay mana tha hoonh
Re: Pagal Larkay!!!
awaz kiyon check karni hai and acha mujhe nahi pata tha gana hai yeh n PK snooty na hoon ap:hoonh:
Re: Pagal Larkay!!!
weldone P^K aur yeh aap mujhe gaana gaane ke liye keh rahe hain:confused:
Re: Pagal Larkay!!!
ji aapko gana gana hoga abh:smack: