out of curiosity

**Abhi Tasalli naheen hoi hay aap key **:e6:

Birdiee Ko Daikh kar Tou Mairay Ronghtay Kharay Ho Gaiy Hain :frowning: main iss ko kia daroon ga :mocking:

I’m fine Adeel bus Zara girls Key Dugat Bana Loon Phir baat Karta Houn :wink: waisay agar tum iss kar-e-khair main hissa laina chahtay ho to most welcome

**You are very ordinary girl Jo heeray jawahraat par phissal jati hay :snooty: materialistic girl **:hoonh:

Waisy Tumhari Batoon say zahir ho raha hay kah agar mujh main heera javahraat jaray hain hotay tou Tum aur LP aapus main lartay :nono: LP is not this kind of girl, she is princess

Bilkull G aap keon kissi say darain Gein :dixsi: daranay ka thaika to hota he aap kay pass hay :mocking: