Re: OUR FIRST EVER E-SHAADI!!!
![]()
Re: OUR FIRST EVER E-SHAADI!!!
THUM LOGO NAY MERAY BUSINESS KA SATYA NAAS KARDIA HAIN.
Re: OUR FIRST EVER E-SHAADI!!!
lol KP business aur barhey gha… divorce hoi hai nah.. find another for us ![]()
Mera b Divorce karwanay ka Business hay ![]()
Re: OUR FIRST EVER E-SHAADI!!!
satyaanaas tou nahi hua.. yehi tou shuroowat hai business barhnay ki ![]()
im still single..lekin meray liyah ab koi aur mat dhoondna ![]()
lol.. tumharay business main aur kon kon kaam karta hai?
in larkoN ka koi bharosa nahi..lagta hai hum main interested hain..magar hotay sab main hain ![]()
Re: OUR FIRST EVER E-SHAADI!!!
ladkon ka bharosa hota hai atleast woh ladkyon ki tarah har kisi main involve to nahi hotey ![]()
Re: OUR FIRST EVER E-SHAADI!!!
Yeah..Whatever..Thats all i can say! ![]()
iss tasveer main dulhan dulha ko dekh kar darr gayee.. ![]()
yahan to baat e-talak tek a phoonch rahi hai. ![]()
aaho, latga hai app nay apni biwi ki jewelry usi say udhar mang ker pehni hoe hai. ![]()
Re: OUR FIRST EVER E-SHAADI!!!
divorce hochuki hai miss zobia.. aap nay bohat deyr kardi aanay main ![]()
Re: OUR FIRST EVER E-SHAADI!!!
KP wht abt my shadi ![]()
saadi si thee toh kya hua ![]()
oh asal main demo version tha na ![]()
so demo expire ho ghaya ab kehta hai buy the software ![]()
aur mujh ghareeb bandey ke paas shadi wala software kharedney ke paisey nahi.
Re: OUR FIRST EVER E-SHAADI!!!
Aap nay Shaadi ka invitation hi nahi diya kis ko, Khair koi baat nahi , MUBARAK HO AAP KO
invitation issi liyae nahi diya kiun keh next day talaq ho jani thi ![]()