Origin of food names

Re: Origin of food names

yes…ham log sardiyoN meN fajar ke fauran ba’d restaurant meN jaa kar khaayaa karte the…nahaarii jin restaurants meN biktii hai vo fajar se pahle hii khul jaate haiN taa k log naashta kar sakeaN.