Re: Only for sophisticated, posh and likhay paRhay guppies…
ye bhi koi prob hai bhala.ager sirf product use kerna hai tu sub se sasta local brand pick kerain aur ager doston main deeng marni hai tu sub se manhga brand buy kerain.
Re: Only for sophisticated, posh and likhay paRhay guppies...

yaa phir eik hal bahir ke liye mehnga ghar aur office jaane ke liiye sasta:D
Re: Only for sophisticated, posh and likhay paRhay guppies...
lagta hai tum bhi akser handi stove pe chra ker GS pe aa jati ho :D
Naa main to hilti hi naheen wahan say warna peeth phairtay hi bhool jati hoon kay kuch char'hay a bhi tha jub hutna hota hai ailana kar detain hain yaad dilana itnay minute pay.
wo hamari bhabhi aaay di ghar main aag lagateen rehteen hain aur naam buchchon ka lagateen hain. Un ka khiaal aya tha.
Re: Only for sophisticated, posh and likhay paRhay guppies...
ye bhi koi prob hai bhala.ager sirf product use kerna hai tu sub se sasta local brand pick kerain aur ager doston main deeng marni hai tu sub se manhga brand buy kerain.
SUSTA NUSKHA FOR UNKLE BACHAT:
Naheen unkle susta tareeqa yay hai aik baar manhga wala shampoo khareedain jub wo khali ho jaay to her baar susta wala laa laa kar us main bhar lia karain sub samjhain gay ankle ka ishtandard boha hi high hai.
Re: Only for sophisticated, posh and likhay paRhay guppies…
yar yeh bath oil body wash waghaira kaisay use kartay hain
hum mug aur baalti say nahanay walay
yeh subb choonchlay karnay kay liyaay tu tub aur shower waghaira hona chahiyaay