Re: Only for adults!!!!!
cute witch - - - larki honay kay kafi fieday hai , larko say gift lena , un ko pagal banana , ghar par rahna koie kam nahi karna bus soona or bus soona . . . phone par larko ko time day kar date par nahi ana . . . . . window par kharay ho kar ankhay char karna or poora time miror kay agay kharay ho kay appnay badbodar cheray ko haseen karnay ke kooshish karna :p wow kia mazay hai :p