i think its quite old
jo sadiyon se hota hai woh REPEAT kar doon ga
tu na maani to tujh ko dil se CTRL+ALT+DELETE kar dunga
company ki larkiyan sunder hain aur LONELY hain :
problem yeh hai k bas woh READ-ONLY hain
shayad mere pyar ko tum TASTE karna bhool gaye
dil se aisa CUT kiya ke PASTE karna bhool gaye
tumhare samne hain itne ITEMS kabhi humein bhi PICK karo
humare pyar k **icon **per kabhi to DOUBLE-CLICK karo 
roz subha hum karte hain unhein pyar se GOOD-MORNING
woh humein ghoor k dekhti hain jaise 0-ERRORS BUT 5-WARNINGS 
ho gayi galati hum se CLICK ho gaya MOUSE
duniya ki parwa choro ban jao meri SPOUSE ! 
tum se mila mein kal to mere dil mein hua ek SOUND 
lekin aaj tum mili to kehti ho YOUR FILE NOT FOUND 
ab aur kaho na tum **BUT **ya IF
tum ho meri zindagi ki ANIMATED GIFT
aisa b nahi hai k I DONT LIKE UR FACE
per dil k computer mein nahi hai ENOUGH DISK SPACE 
ghar se nikalti ho tum jab pehen kar EVENING GOWN
TOO MANY REQUESTS se ho jata hai SERVER DOWN 
tumhare liye pyar ki APPLICATION CREATE mein karunga
tum ise DEBUG karna WAIT mein karunga
tumhara intezaar karte karte mein so gaya 
yeh dekho mera CONNECTION TIME-OUT ho gaya
WHAT IS UR ICQ number
aao karein CHAT 
tum jab se meri zindagi mein aayi ho ban k FEMALE
yaad raha na ab kuch na postman na** E-MAIL** 