Re: Once again …
aisee baat naheen, meray yeh PS’s aur bhee cheezon say miltay hain.. jaisay kay LAAT
PS 4: mind you, it is only a LAAT - jo LAATON kay bhoot wala laat hai
PS 546: waisay tau LAAT was also a name of pegan god along with MANAAT, UZZA, and HUBUL as mentioned in Quran..
PS 564: laikin aap kay liye PS 4 wala hee laat muraad thaa.
PS 43: haan jee ![]()