once again !

Re: once again !

aur sonaiye Problem_girl jee aaj kal kis Problem mai hai

Re: once again !

Pg,
main nay apni zabaan zara lohaar kay pas bhijwai hay , dhaar lagwaanay k liay...

Re: once again !

jee jee suna dain app bhi.....koi HESRET na reh jay :p

Re: once again !

aap mujhay bourhi say "makhol" ker rehya hain :(:(

Re: once again !

woi to, wiasay bhi doosra paoon kailay k chilkay par hay :$

haan to sab sunain aur daad o tehseen kay haar mujhay pehnain... taalian bajain aur meri sureeli awaaz k qaseeday likh likh kar Qurtaba ki Library bharr dain... ab sab kaan band karlain, ham gaana farmanay lagay hain ab!!!

dil hogaya hay tera diwaana ab koi jachta nahi
nadaan hay samjhta nahi binn teray rehta nahi
jhonka nahi hoon jo choo kar guzarr jaoonga
main piaar hoon teray dil main utar jaoonga
wo jo pall main toot jai main aisa sapna nahi

lalala

Re: once again !

hain :s the question may arise k aap ko to samjh bhi aagaya itti jaldi:s
... date bhi chnage nai howi abhi to... :s

Re: once again !

dada abba ab app mic chor dain ...murday kafab phar ker bahir agay hain

Re: once again !

:hehe: Kafan phar ker, acha hay

Re: once again !

konsi date :hoonh:

Re: once again !

wah wah!!!........ab kem az kem 1 month to baarish ho gy hi yahan..........waisay ager koi ghazal suna daitay to kiya hi bata thi

Re: once again !

aik month ki barish to paki aub app puray saal ki barish kerwanay k chakar mai hai kia :teary1:

Re: once again !

Murdon main jaan daal di main nay, daikha ... BOWS...
and bye all cu laters :-) nice talks barhi bee, Pg and all :-)

Re: once again !

:halo: main bhi bhut udass hoon

lekin apni ammi kay liya … woh beemaar ho gye hain :teary1:

Re: once again !

PG her dossray din tumhain **Nasir **kee yaad atee hay
yeh hay kon :hoonh:

Re: once again !

dada abba > murday zinda ho ker nahi ghabra ker nikal aye hain

niyal.> oh kia hoa app ki ammi ko ? preshan nahi hoon INSHALLAH wohe sahe ho jain gee .humarae duaain app kay sath hain :flower2:

**blueberry **>

tere judaai ka ghum nahi yeh to Roz kay hain silsilay
tere zat is ka sabab nahi main to bus yoonhe udaas hoon