On a Death of a Beloved Cat

Re: On a Death of a Beloved Cat

Yaar woh jo pakistani awara billiyan hoti hain na meri wohi billi thee ..bechari yateem aur miskeen thee mein nay ussey apnay bachpan mein panah dii jab kay woh bhi bachchi he thee …laaghir tou thee he aik din pool kay kinara awaragardi ker rahi thee mar gaey :frowning: