OMG's 5000 [Merged]

Re: Bad Tameez logon

u mean khushi mai expression ultay hogye hain:p
.
.
.
.
faizy: cha gye yaar;)

Re: Bad Tameez logon

apki foran phuss ho jati hay :roman: jawaab main bolti band, sirf rolleyes/yawn ho pati hay :rotfl:

Re: Bad Tameez logon

:frowning: Kuch batain ankahi bhi hoti hain aur aqal mand ke liye ishara hi kafi hota hai.:frowning:

JL, I hate you.

Re: Bad Tameez logon

:rotfl: :rotfl: :rotfl:
.
.
.
.
OMG: ab bus bhi karo aur kitnay nakhray karnay hain;)

Re: Bad Tameez logon

I hate you.:hoonh:

Re: Bad Tameez logon

BILKUL ! aur apkay ye BAR BAR repeat hotay huay jo DO bachay kuchay ishaaray hain, wo SAAF kahtay hain, bachi ki phuss ho gayi hay :slight_smile:

sach kaha hay haan.. aqalmandon ko ishara kafi

Re: Bad Tameez logon

:hoonh:

Re: Bad Tameez logon

congartz...:)

Re: Bad Tameez logon

acha.. to ye ishara hay ke abb aap offically tang aa kar chup ho chuki hain aur KUCH NAHI SOOJH raha hay comeback ke torr parr?

chalo.. khass kamm jahaan paak.. there is NO blessing than a quite girl.. wo to jab moonh kholay TABB museebat hoti hay :roman:

haan to jaylo..YE LO!

Re: Bad Tameez logon

awwwwww :hug:

Congrates :hug:

:bravo:

Re: Bad Tameez logon

Main aam routine mein bhi kam hi bolti hoon. Bewaqoof log zeyada boltay hai.

Greatest minds…act in silence.

Re: Bad Tameez logon

Thanks Komal.

Jony..:love: Thanks..:hug:

Re: Bad Tameez logon

tum subb bajama’aT mill kay aik choti si bachhi ki phuss karnay par tullay huay ho :hoonh:

LaRnaa hay tu apnay brabar walay say laRoo naa (neighbour nahi :smack: )

:chai:

Re: Bad Tameez logon

greatest minds ko jawaab nahi soojhta.. iss liyay qabz zada face bana kar taktay hain moonh doosray ka ..

aur jo AUR BHEE giri pari makhlooq hoti hay.. wo WAH WAH KIYA NOORANI CHEHRA HAY ke naaray lagatay peechay juloos nikaal rahay hotay hain..

aadab..

Re: Bad Tameez logon

:o pahlay chand baatain saaf kar di jaayen..

ye razya nahi hain PAR ghundon main phans gayi hain .. doojay, inki baat be baat phuss ho jati hay, jhar jati hay, hath main aa ke, BIKHAR jati hay… ham kuch nahi kar rahay hain ..

aur teesray.. abdullah diwaana kya kar raha hay paros main? :wink:

Re: Bad Tameez logon

:blush:

Re: Bad Tameez logon

qabz aik moozi marz hay
iss say bachooo - Wazarat e Sehat

:chai:

Re: Bad Tameez logon

mariaaa congratz my aunty:hug:

now hurry up and make 1k:party:

Re: Bad Tameez logon

DoostooN ko jama kar kay filum daikh raha hay :blush:
Awaz band kar kay :halo:

:chai:

Re: Bad Tameez logon

oh.. das bees minute wali filum?