passsoooo hum apni meet kerein ge yaar na rooo ![]()
![]()
passsoooo hum apni meet kerein ge yaar na rooo ![]()
![]()
irem sis..sowwy naa.. *snifff
passooo na rooo givez candy chup hoi jaoo ![]()
mujhay bhee candy do kanwalllll kanjoos ![]()
kanwal aaj say aap ka naam KKK
theek.
ya allah… abt to faint ![]()
and iremmmm yeh lo candyyyyyy gives sab se acchi wali candy ![]()
thankoooo ![]()
candy kha ke candy wrapper kanwal ko waapas dene wala icon :biggrin:
KKK stands for Kanjoos Kanwal Kawwi
![]()
candy dekh kur khani thi. pata nahin kuch mila naa dya ho.
![]()
![]()
naheen, hamein kharab kaam kernay ka itna bhi shauq naheen hua abhi… ! ![]()
to idher kyon aye? ![]()
kanwal and dt got to go sisters :biggrin: baad mein baat ho gi ![]()
tc te KH ![]()
man. u r too hyper.
kabhi hath paon chaltay hayn. kabh moonh chal raha hota hay. apnay aap pay qabo pao larki
![]()
U mean GS kharab logon ka dera hai… tumhari waja se hua hoga… pehle tau achay khasay shareef laug rehtay thay yahan… ![]()
![]()
Allah karay aap ki neend haram hojaye. aur aap ko khawabon mayn bhoot ayen.
meri waja se?? umm dun think so..
considerin u are more senior den i am..
GS k halaat to pehley sey he bigrey hwoe lagtey hain :nahnah:
allah na karey is ko khawabooN main aap aoo.. ![]()
khuda ka khuaaf karoo :nono2:
Naheen je naheen.. apke aanay se pehlay bohot shareefana guftagu hoti thee yahan.. per ab naheen… bura assar hai apka!
![]()
so mainey aisey konsi guftago kerdi jo shareefana nahin? ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by XkanwalX: *
** dushman ** beta kiddo kiddo kehna band karo.. meri baat ka jawab do to manooN
[/QUOTE]
hae dosree amma jee paida ho gaeen, isn't my dad a lucky guy :D
ab aap amma ban gaeen hain tou aap se kya dushmani kernee hai ab ap hamien roz raat ko lori de ker sulaya kerien ;)