Re: OMG!
**u ke muNh meN ghee shakkar…[low fat ghee and artificial sweetener hehe]…shukria u kii pesheen-goii [forecast] ke liye. mere bhi ab to haath paauuN peele, neele, laal, hare ho jaayenge iA ![]()
KKF yaar banegaa dulhaa aur phool khileNge dil ke
are uskii bhii shaadii ho jaaye, du’aa karo sab mil ke!**