ufff mein kahan jaaon
aur bailan sirf saas hi nahi use kerti, koi bhi ker sakta hay ![]()
oh puh-lease… thats impossible ke us ke bachey hoon aur mujhey pata bhi na chaley…
![]()
![]()
haan ali noor mera saga bahi hay lakin ali hamza nahi
![]()
tum apni pic post ker rahi ho? ![]()
:p…
wohi to ![]()
ishe liye to bolta hon.. main bhi kya cheez hoon ![]()
:bhangra:
waisay ALI NOOR bhai jaan to ap kay bhai jaan hai.. million dollars ke bet kar loo
aaj nahin to kal.. bhai he hon jayain gay ![]()
theek hay ![]()
ager na dara saki tou mera naam badal deina ![]()
![]()
duh woh tumhara bhai kese ho sakta hai…
wese ager tum us ki sis bhi hoti na to us ko koi farq nahi perta… kiun ke…
ramdan mein kesi baatein kerwa rahi ho… ![]()
ab shock hoeen naa.. aaj puri raat sochna yeh baat.. shayad samajh aa jaye.. subha tak
bay chari.. Ali Noor ke Fan.. ![]()
nahi tumhari ker rahi hoon ![]()
![]()
tum aisi baatien khud hi ker rahi ho, mein ne nahi kaha kerney ko ![]()
nahin naam to wo he acha hai.. kuch or badal doon agar bolo too
![]()
![]()
kya badalna chahtey hain aap??
wah kya baat hai ..
mujhay bhi dekhni hai .. mujhay bhi dekhni hai ![]()
oh puh-lease ab mera muun mat khulwao aap… ![]()
vivo tumhein samajh aayi ke mein shoby ko kya kehna cha’h rahi hoon?
mujhey nahi lagta aayi ho gi… ![]()
abhi socha nahin hai.. soch kar bataon gaa.. wait karoo..
brb in 15 min ![]()
dekh laina, mein 5 mins main post ker rahi hoon ![]()
haha
mujhey bohat achi tarah samajh aaye hay
hehe:
![]()
nahi is mein sochney ki zarorat nahi… meri memory kaafi achi hai… ![]()
muun to khula hoaa hai tumhara. .. raat ko bhi khula he rehta hai .. ishe liye subha flies hoti hain un main ![]()
us ko bhi samajh a gayee hai or mujhay bhi. .lkain app ko khudh apni baat samajh nahin aa rahi ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *
abhi socha nahin hai.. soch kar bataon gaa.. wait karoo..
brb in 15 min :p
[/QUOTE]
theek hay mein intezaar keroon gi..
oye vivo ki bachi chup raho…
SA… kiun derna cha’hatey ho aap? ![]()