omg....vivo

kashmir banaspati… yehi hai asli zindagi.. :smack:

ronay do naaaaaaaaaaaaa.. aaj ronay do mujh ko… dil bhar kar ronay do.. … takay future kay liye ansoo khatum ho jayain :teary1:

acha jee :smiley:

abhi khud tou keh rahey thay k kuch bhi ho sakta hay :bummer:

pehlay yeh batoo kay tumhain kyon lagta hai kay mujhay kuch hoaa hai :bummer:

:teary1: aise kiyon keh rahey ho? :frowning:

abhi wo wala change main invent kar raha hoon.. :cool: :smiley:

buss pata nahi kiyon lagg raha hay :frowning:

hehe issi saal invent ho jaaye ga? :smiley:

theek hai… i womt force u… :stuck_out_tongue:

aur ager rona nahi aaye to mujhey bata dena mein apni shaqel dikha doon gi… :stuck_out_tongue:

wo to aisay he kk say kahaa thaa..pata nain tum ko kya ho gaya??? :slight_smile:

[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *

wo to aisay he kk say kahaa thaa..pata nain tum ko kya ho gaya???? :-)
[/QUOTE]

aap ne mujhey kaha tha :(

aisay he kahaa thaa… mazak kar raha hoon… ab main mazak bhi naa karoon kya.. tum kyon serious ho rahi ho …

[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *

aisay he kahaa thaa.... mazak kar raha hoon... ab main mazak bhi naa karoon kya.. tum kyon serious ho rahi ho ...
[/QUOTE]

mujhey serious hona parr raha hay

shobii mujhey maloom hay, k mujhey aaj kuch kerna tha lakin mein nahi ker saki.. i m really sorry..

mere sahaylee.. honestly …koi aisi baat nahin…yar koi reason he nahin… udass honay ka.. :smack:

aisa hi ho tou acha hay :bummer:

:crying:

nain … kehna hota to tumhain bol deta..
naa manoo mere baat tum ..

hopefully .. app ke help ke zarrorat ho gee :hehe:

i am abck :wave:

yaar pata nain kyon mood kharab or udass ho rahi hoo… aisay he…tum koi aisay he lag raha hoo gaa… :stuck_out_tongue:

acha chorein iss baat ko..

hehe kya help chahiye meri? :stuck_out_tongue:

nahi na mujhey aise hi nahi lagg raha hayy :smack: