Re: Oldest Guppy,Guppan..?
Hamray zamany main yeh namurad internet nahi tha , larkay larkian chup chup kay miltay thay , ab to khulam kulah chat kay zariay , ishq mashooqi hotee hay. kiah bany ga inka, saree qiamat key nishanian hain, hamaree dadee amman kaha kartee thain kah qiamat kay nazdeek logon kay deedon ka panee dhal ja-a ga aur larkay larkian kulam khula hatoon main hath dall kay sarkoon pay ghomain gay.