mujhay bhi lagi hai…
i just woke up… chalo make me sumthin ![]()
Re: Oldbie Alert!
main bemaar hoon aur beemaar log kaam nai kartay
Re: Oldbie Alert!
okay I’ll make u breakfast… kya pasand farmayain gee app ![]()
Re: Oldbie Alert!
:@: anything not having fats and mirchein
Re: Oldbie Alert!
tum to waisay he moti gol matol ho… to fat honay ya na honay ka kya faida :halo: AHEM… and mirchein nahin dalta .. jz for u ![]()
acha ab boltay raho ge ke kuch pakao ge bhi
![]()
shoaib akhter, seeing you around here’s like Marco Polo back from a voyage. You come after months, post for a few hours/days, and then you leave quietly. ![]()
Bon Voyage! ![]()
is main mere ghalti hai kay tumhare liye 4 eggs KUCH meaning he nahin rakhtay …mere hissa bhi kya liya ![]()
lets go to dunkin donuts now ![]()
can i ride in ur airplane ![]()
i knoww man… thanks… i am gonna be around now…
![]()
nai main ne koi anda nai khaya..main to abhi b bhooki hoon:naak:
yes if u know how to fly .petrol dalna mat bhoolna:chai:
anda khaya nahin to anda diya thaa kya
![]()
ur airplane flies too… i thought wo sirf chalta hai ![]()
tang nai karo
tumhare bethnay ke baad to wo beth hi jae ga na
awwwww.. ![]()
dont worry main nay bithaya main he uraoon gaa usaaay… app aram say bhaytain ![]()
hahahaha… abay tum kon say rickshaw main baith gayeen… last year jab karachi gaya thaa tau ghalti nay mamu nay rickshaw par baith diya… iman say jab uthara tau aisa lag raha thaa kay mere sari bones alag ho gayi hain
kameena insaan rickshaw ko marcedes samajh kar chala raha thaa ![]()
jz felt like sharing it wid u ![]()
Re: Oldbie Alert!
main abhi april-may main ho k aai
udher bijli nai thi:phati: is say behtar tha main ksis cave main chali jati
Re: Oldbie Alert!
ewwwwwww…choosni nikaloooo… gandi wo chochi see bachi ke hai ![]()
tum akele akele mazay kar kay aa gayen… waisay it wasnt dat hot at dat time.. im sure.. but i know light is a biggest problem .. STILL .. ![]()
kis ka valeema thaa kay tum gayee wahan par ![]()
Re: Oldbie Alert!
garmi nai thi
bohat ziada thi .idher aai hoon to garmi nai lagti ab:cb: kasam say:bummer:
wahan ki garmi bardasht nai hoti aur wahan say aai to bemaar hogai(
jaundice)
Baji ki shaadi thi:blush: aur unka waleema
hain
yeh to ulti baat kar de bhai
wahan par garmi ka pata lagta ho gaa naa.. ksa main baith kar MAUJA HI MAUJA ho raha hai.. to bunday ko kaisay pata lagay . hain jee ![]()
awwwwwwww..beemar ho gayee
im sorry to hear dat
ooh.. wah bhi…
mubarak ho unko.
Re: Oldbie Alert!
haye ya
such flooders maan…![]()