Oil Massage on Head [Tail Malish]

Re: Oil Massage on Head [Tail Malish]

gareeb logon ka to tail malish se kaam hota hy light ati nei hy sara din aik doojay ki malish krtey rehtay hn. kabi hathon se kabi tangon se or to or serkon pay a kr hakoomet k dafatir ki b malish kr daitay hn