Re: NV is backkkk
Ji mein bhi Allah ka Fazal se teek aur thaaak bhi hoon .. bas sardi k maarey baahir nahi niklaa jaata ..baqi to sab 16 aaney fit faat hein sab masley ..
ji mein bhi yeh hi chaahta hoon hoon .. k dunya mein sirf piyaar, muhabbat aur sukoon hi ho .. fitna fasaad to hai hi shaitaani kaam .. Aameen to your duas