!!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

mere barey main batein ho rae hain ? :konfused:

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

kyon:smilestar: aap celebrity hain:hoonh:

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

kis ki pitia karni hai :ASA:

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

oye sambhal kay zara…
yeh kya baat huwi…
ch ch ch barra dukh huwa…
aansoo punchne ka waqt nahin hai
Paan Waan ki Dukaan mai to kaam kar rahi hoon iss leeye…
bohat dukh huwa :frowning:
kaam karne ka nahin…
yeh baat sunne ki wajja say …

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

kisi ki nahin

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

second part u kai reply ka...samaj nahin aya

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

pktun ke :smiley:

pktun ka sath kyon diya:naraz:

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

meri Paan Waan ki Dukaan mai laray sharay nahin karni warni
pleej.
thank you in advance janabo :D

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

ae pan walay mera metha pan kahan hai. batain mat bano. :@:

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

sahi kaha jee!

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

phir jaldi say I ka pan doo

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

yeh aap nai conclusion kese banaya :eek:
main to esay he Paan Waan ki Dukaan mai laggi huwi hoon…
kaam shaam karne…
client friendly hoon janab.
samja karrain…

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

shehzadi se zaban larati hai gustakh:hbk:

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

main ny bola ab bana dia paan to kia huwa. ab iss main kehny ki kia zaroorat hai banwaia kiun tha

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

eh lo jee and enjoy :smiley:


Restored attachments:

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

LP :fatee:

ki nae :smiley:

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

day deeya. :)

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

:whistling:

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

Aaj akbar badshah ki rooh ghussi hoi hai :omg:

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

ch ch ch
aap thakki huwi hain kya?
gussa nahin karrain plz…