!!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

main paan ki expert hoon janab…
kaanon mai ungliyain nikaling is one of my strengths…

sun zara…LP sun zara…
khanay aa…paan mera…
aa be jaa…

wese apki dushmani hai pkhtun say ya fir kuch aur :wink: