!!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

aggar main burri hoti to kehti:
abay apni baat kar tu.
maggar main achi hoon…
gussa thooka
aur
paan khaya
and im :slight_smile: