Noor Pur ki Rani

haan exactly, haisam ne yeh part daal kar dramay to kharab kar dia hai

aur opper se shehzadiyan backless gowns kab pehenti hain, saris bhi aisi k ufffff…

shehzadiyon ki jo grace hoti hai .. woh to kahin hai hi nahi… atlaest dressing to shehzadi wali ho… like churidaar pyjama with anarkali pishwaas.. n with graceful dupatta