Re: nite @ pakistan
Wah wah Azad Mian . Qaasam AllaH pak ki . Ap ki foto daik apnay Kazmi bahi . aray wohi nasir kazmi ka shair AnkhOON mein phir’reya hai …
Bolay Tu
*Humaray Ghar ki veraaNi kay Nasir *
Udasi Baal Kholay Roo’rahi hai
AmaaH kia zamana Yaad dila PakisTan kaa .. Jabh Aatish JawaN tha or Muhalaay Ki larkiyon kay saath raaT ko chupaa chupii khailaa kartah tah ![]()
loadshading hotay hee ka’een ko tu chutki kaat kay bhaag jaya kartah Taah…
wah mian wah , jeetay rahoo or aysee hee foto banaTay rahoo ![]()