lekin yahan to 7:35 pm hain
![]()
Re: Re: Re: KLJKH
![]()
** Ataa** ziayada shookhay na hn appp
humaray sathii bahadur hain masjAllah
dartay nhi kisi say bhi
tou mein aa gayee hoon naa…abb aap ki khair nahi ![]()
DT apan donon aik teesri team banatay hain
insab main sulah karanay wali ![]()
humari team mayn jootay khanay ko milayngay
…aur unki teem mayn jhota haleem ![]()
yeh lo :kaboom:
…
![]()
![]()
** Lashoo ** kiya kahanaa ha jaldi batooo mein banati hnn ![]()
lol ![]()
cricket team ![]()
hyy jaldi jaldiiii laraiyan kar leinmughay jana bhi hai ![]()
![]()
Re: Re: Re: Re: KLJKH
![]()
aap kay sathi
unn ko to yeh bhi nahi pata kay karna kia hay ![]()
aik hain Rani, jin ki window hi nahi khul rahi
aik hain sitaray jo cotton kay bailan maar rahi hain ![]()
aik hain deewanay, jinn ko pata hi nahi kay karna kia hay ![]()
wah kia team hay
: mocking:
mujhe bhi…agar mein kuch der mein comp. se nahi utti na to meri ammi mujh par dunday barsaana shurooh ho jaain gi..phir meri kher nahi!!!
dushmann bhaag rahay hain maidaan chor kar
![]()
to khud bana lain nadeeday kakay ![]()
Re: Re: Re: Re: Re: KLJKH
![]()
arghh…MERI WINDOW KHUL RAHI HAI…
BUS MOVE NAHI HO RAHI…
IS SE LARAYEE KA KYA TA-ALLUQ HAI!!
Re: Re: Re: Re: Re: KLJKH
![]()
- zor zor kay jootay phainking *
Re: Re: Re: Re: Re: KLJKH
![]()
karnay pay agaya naa…to aap ka baand baj jayega ![]()
haaann Ranii chalo na hum dobara lar lein gayy wasayy bhi ** stary ** meri janan ha na yahan ![]()
teri to ![]()