Re: Nikah
Yes, you can.. koi harj nahi internet/video call pe Nikkah kerne me.. and no, mard ka larki ke paas hona zaruri nahi hai nikkah ke waqt.. albata, dono ke paas 2 gawah hone chahiyein..
daleel?? hmmmmmm..
Hazrat Muhammad (PBUH) ka nikkah Hazrat Umm-e-Habiba (R.A) se hua tha, tab wo Habsha me theeinn aur Nabi Kareem (SAW) us waqt Madina me thay, so tab Habsha ke sarbrah ne gawah banke unka nikkah ker diya tha..