nick suggestions???

Re: nick suggestions???

pehli baat aap aik A ki dandi maar gai thin iss liye samajh nahin aya…

aap kay doosray fiqray main tazaad paya jaata hai…
agar sochnay ki aadat ho to ye kehnaa kay soch lainaa chaheyey aisy hi hai jaisy kisi ko khaana khaty daikh kar bandaa kahy khana khaa liya karo :chai:

:smack:
lo ji kar lo gal…
mullah ki dhor masjid tak… very hi bad