Nice song, isnt it?:p

Masha Allah. Alhamdolillah Allah kay fazal say ub tuk theek hoon bus sara sa dimaghi tawazan tawazan main naheen hai.

Main to naheen daikhoon gi. Aap jo bunwa rahi hain meray liaay. Shirmaing.

Mujhay batay baghair mujh say milnay aa rahi hain…Bata kar aeaay ga…Takay tala laga kar bhaag sakoon… you are most welcome.

Post hi karwa dain to achcha hai zara si cheez kay liaay anay ki kia zaroorat hai?