Next Dubai GS MEET...

Re: Next Dubai GS MEET…

:konfused: Magar hamari meet to 22nd March ko hey… kiya tum aik din pehlay hi Auto-drum pohanch jaoo gi Fakhira ki ghazalain suNNney? :hmmm:

Bhai-di-way, yeh aik khaalisatan MARDANNA meet :yummy: hey aur iss main tamam “Ba-Parda” mard hazraat hi shaamil houn gey… Khawa-3 say darkhwaast hey kay is mehfil sey dooor balkay bohut hi dooooooooooooor rahain :smiley:

:k: Dubai Dubai hey aur Dubai kay Guppies ki kia baat hey… :k: